Shayari On Maa | Best Mother Quotes To Keep That Love Alive 😍
Shayari on Maa | Mother Quotes
Well, we all need someone who understands us, be with us no matter what, feel for us but when you have your mother then why you need someone else to understand you support you. Mothers the only person in this entire world who truly cares for us. She is a friend, philosopher, guide, teacher, and many more.
There is no need to tell her about anything because she knows about each and everything just by looking at your face. We love our mothers a lot but sometimes we don’t know how to express our love towards her or tell her how special she is to us.
So if you are looking for some Shayari on maa or mother quotes? Then don’t worry we are going to share with you Shayari on maa and mother quotes so that it will be easy for you to express your feelings and thoughts. In our previous article, In the previous article, we have shared with you the NEW 33+ DUA SHAYARI IN HINDI that will also help you in expressing whatever you want to say or express. So now let’s move on to our next article Shayari On Maa In Hindi.
Table of Contents
Top 50+ Shayari On Maa | Best Mother Quotes To Keep That Love Alive 😍
1.] Maa toh Maa hoti hai, jan leti hai ke
ankhen sone se lal hai ya rone sai!
2.] Maa ke liye kya likhu,
Maa na to khud mujhe likha hai.
3.] Meri zindagi ki sabse keemti wasiyat,
Meri Maa ki khairiyat!
4.] Ae tasver thodi dant fatkar lga degi kya?
Maa yaad aa rhi hai, lori suna degi kya?
5.] Bahut shor machaya tumne jail roti par,
Maa ki jail ungliya dekh lete to bhook mit gye hote.
6.] Dawa asar na kare toh who nazar utharti hai,
Wo maa hai janab kahan haar maanti hai.
7.] Waqt kitna bhi badal jaaye,
Maa ki mohabbat kabhi nahi badalti.
8.] Mere ma aka hath choom leta hu,
Issi bahane jannat ghuum leta hu.
9.] Maa ke liye kya likhu mein,
Maa ki hi toh likhavat hu mein.
10.] Ek jism do jaan hai,
Har ghalti har gunha maaf yaha hai,
Mai nahi bata paogi lafzo mein uski hasti,
Kyu ke wo to maa hai.
11.] Maa tumhare aanchal mein,
Waqt bhi tahar jata hai.
12.] Ashiko ki zubaa par us waqt ek sannata sa chaa gaya,
Jab kisi ne pucha ishq to zubaa pe jhat se maa ka naam aa gaya.
13.] Puchta hai agar koi mujhse k duniya me,
Ab mohbaat bache hai kya?
Me muskura deta hu aur yaad aa jate hai Maa.
14.] Beth kar pass mere kahaaniya muje sunati thi,
Mai so jau bas chain se maa meri yahi chahti thi!
15.] Kya mohobbat?
Kya zindagi?
Sari kimat adhuri he maa kea age.
16.] Maine sukh k saathi bahut pay,
Sathi dukh ka mila na koi,
Lakh takraya logo se
Maa tujhse mila na koi!
17.] Meri maa ki di wo taleem main nawazna chahta hu
Sabko nhi mager kuch ko sawarna chahta hu!
18.] Aaj phir uski yaad si aayi,
Aaj main roya bhi or awaaz bhi aayi!
19.] Phir vehi ek raat aayi mere ghar se jaane ki baat aayi,
Bas gali paar hi ki hogi maine, jo ghuma to chajje pew o udass aayi!
20.] Wo meri kasmein khake bharosa jitney laga hai ab,
Wo mere naam ka galat fayda uthane laga hai ab!
21.] Wo bhool aona dard mujhe raat sahlati rhi,
Main use samj rha tha, or wo mujhe samjhati rhi!
22.] Wo kehti hai main tumhe sabse zada pyaar kerti hu,
Bagal mein khadi meri Maa muskurane lagi!
23.] Teri god mein roz sir rakhta hu aaj mujhe ye sawwab dena,
Aaj meri god mein sir rakh ker mujhe aabad kardena!
24.] Kabr per sab thuk rhe the meri mujhe gunhegar smajhker,
Maa meri ladla likh rhi thi usper apna laal samjhker!
25.] Ek aadat hai jo ibadat hai,
Wo maa hi hai jo chahat hai!
26.] Jane kaise mera chahra padh wo sawal puch leti hai,
Jane kaise meri ankhain dekh wo jawab dhundh let hai!
27.] Itne naazon se jise pala aaj woo sayana hogya,
Kl tak jo mera beta tha aaj wo kisi ka diwana hogya!
28.] Allah mujhe vo daulat dede, bs ek mohlat dede,
Uske rahte kadr na keri uski, b sab mujhe maa ya maut dede!
Also see: Love Quotes For Her | Most Amazing Love Captions
29.] Wo hush dekh mujhe kuch aise khil khila uthi,
Ke maine wo dekh dard chupana sikh liya!
30.] Teri ek jhalak ko maa ab tarasne lag gya hu,
Tujhse door kya hua main bikharne lag gya hu,
Mujhe god mein baitha zara sahlade de maa
Main bada hone ka dhong kerte thakne lag gya hu!
31.] Museebat ki kya aukat thi meri maa jo mere sath thi,
Azamane to beshak wo aayi thi afsos maa chaukhat pe tainnat thi! (Shayari On Maa)
32.] Mera uns bhi tum era musalsal bhi tu,
Mere qaasir aalah se manga armaan hai tu,
Meri pancho namazo mein aane wali dua mera khuda hai tu!
33.] Maa Maa ki wo dhun Maa mere sir swar hai,
Maa Maa meri zindagi Maa hi mera pyaar hai.
34.] Tujhe door hoker ek fasana yaad aata hai,
Chu ker tere pair ghar se nikalna yaad aata hai! (Shayari On Maa)
35.] Meri zurm pe wo gurrati hai,
Mujhe maar khud aansu bahati hai!
36.] Maa tu meri jaan hai,
Aur mujhe meri jaan bahut pyari hai.
37.] Jab phone karti hai toh hakim se lagti hai,
Maa ek bimari ke kitne ilaaj karti hai!
38.] Mang lu ye mannat ki phir yahi jaha mile,
Aur phir yahi Maa mile! (Shayari On Maa)
39.] Tareekh utha kar dekh aao zara,
Maa se accha koi naam kya hoga?
Jiske pairo ke neeche jannat hai
Uske sar ka muqhaam kya hoga?
40.] Har rishte me milawat dekhi,
Kacche rango ki sajawat dekhi,
Lekin saalo saal dekha hai Maa ko,
Unke chehre per na thakawat dekhi,
Na unki mamta me milawat dekhi. (Shayari On Maa)
For more Shayari click here
Best Instagram Hashtags for Mom
#mommy #baby #mom #momlife #love #mama #family #motherhood #babygirl #mother #kids #babyboy #daddy #happy #mommylife #newborn #instagood #pregnant #cute #mothersday #momsofinstagram #mommyandme #parenting #mommyblogger #pregnancy #babies #momblogger #photography #instagram #bhfyp
CONCLUSION-
Above we have shared with you Shayari On Maa, Mother quotes with you that will definitely help you in expressing whatever you feel. Hope this article will help you in all the possible ways and also help to make your bond stronger. Also, let us know about the other things you need to know about. Do like and comment.