Best Inspirational Motivational Shayari In Hindi & English To Help Keep You Going (2022)
Hello, guys, welcome to our blog so today’s topic is Best Inspirational Motivational Shayari In Hindi 2022 You Can Relate With Yourself and this Motivational Shayari also for students Life is all about ups and downs. We all have faced such kind of situation in our life as ups and downs they are the part and parcel of life. No matter how many failures you have gone through in our lives, if you have that courage to stand up against all this, then nothing will stop you from growing and helps you becoming a successful person.
Success doesn’t come in one night. To achieve success there is a lot of hard work, patience, and failures. And you have to face those failures to understand the real meaning and to get that real feeling of success. There is nothing wrong if you get failed because failure means the First attempt in learning.
Are you facing some failures in life? Are you searching for some Motivational Shayari, Inspirational Shayari, Motivational Shayari in Hindi, Motivational Shayari in English? That will help you to get motivated all the time. So now let’s share the Top listed New Motivational Shayari In Hindi that makes you feel more confident
Table of Contents
Best Inspirational Motivational Shayari In Hindi That Will brings You More Confidence
1.) Raat sangharsh ki jo chalta hai,
Wo hi sansar ko badalta hai,
Jisne raaton ki jang jeeti hai,
Surey banker wahi nikalta hai.
2.) Nakamyaab log duniya ke darr se,
Apne faisle badal dete hai,
Aur kaamyaab log apne faisle se,
Puri duniya badal dete hai.
3.) Kaam kro aisa ki pehchaan ban jaye,
Chalo aise ki nishaan ban jaye,
Are zindagi har koi kaat leta hai,
Agar dum hai to aise jiyo ki misaal ban jaye.
4.) Jigar walon ka dar se koi waasta ni hota hai,
Hum waha hi kadam rakhte hai jaha par raasta ni hota!
5.) Bahut kathinayain hai insaan ka aage,
Bhut kathnayain hai insaan k aage,
Muje sab kuch gwana hai mere imaan kea age,
Curiosity khatam na ho jaye islia kisi ne diya rakh dia,
Tumhare jaise toofan k aage.
6.) Muje to wo bi chaiye jo meri kismet m nahi,
Muje to wo bhi chaiye jo meri kismet m nahi,
Kyunki beekh maang kar jeena meri fitrat m nahi.
7.) Ae bande sabar kr wo manzar bi ayega,
Jis din iss pyaase k pass samundar ayega,
Thak kr na beth ae manzil k musafir,
Ek din manzil bi milegi aur jeena ka mazaa bi ayega.
8.) Hum karte wo hai jo hum chahte hai,
Par hota wo hai jo wo chahta hai.
9 .)Taash ke patto mein ikka aur zindagi mein sikka,
Jab chalta hai na toh duniya salam krti hai.
10.) Kuch log waqt se aage nikal jate hai,
Kuch log waqt se aage nikal jate hai,
Kuch makaam apna paa jate hai,
Kai baar hum sochte hai jo koi bi ni soch pata,
Itne bde bde karname app kaise kar jate hai.
11.) kuch paane k lia kuch khona ni padta hai,
Kuch krna padta hai.
12.) Tum niche girke dekho koi ni ayega uthane,
Tum zara uthke dekho sab ayege giraane,
Na main gira na mere umeedo ke minaar gire,
Par muje giraane mein log kai baar fire.
13.) Zindagi mai chhaon hai to kabhi dhoop hai,
Ae zindagi na jaane tere kitne roop hai,
Zindagi mai halat job hi ho,
Lekin zindagi me muskurana nahi bhoola karte hain.
14.) Jisme ubal ho aisa khoon chahiye,
Jeet ke khatir aisa junnon chahiye,
Ye asman bhi ayega zammen par,
Bas iradon me aisi goonj chahiye.
15.) Iss duniya mai koi khushiyon ki chah me rota hai,
Koi gamon ki panah me rota hai,
Ajeeb zindagi ka silsila hai,
Koi bharose ke liye rota hai,
Koi bharosa karke rota hai.
16.) Waqt ki ek aadat bahut achi hai,
Jaisa bhi ho gujar jata hai,
Aur jeevan me kitne bhi kade imtehan ho,
Wo yaad banke seene me utar jata hai.
17.) Hamne to sacche kisse sharab khane me sune,
Who bhi hathon me jam lekar aur hamne to jhoothe kissey,
Adalat me suna wo bhi geeta aur quran lekar.
18.) Zindagi me jeet aur haar hai kiske liye,
Ek doosre me itni takrar hai kiske liye,
Jo aaya hai iss duniya me ek din wo jayega,
Ai insan to tujhe itna guman hai kiske liye.
19.) Mukkadar likhne wale mujh par ek ahsan kar de,
Mere dost ki zindagi me ek aur muskan likh de,
Ab ek bhi dard na unki zindagi me likhna,
Chahe to unke mukaddar me meri jaan likh de.
20.) Paani me tasvir kha banti hai,
Khwabon me takdeer kahaan banti hai,
Koi bhi rishta ho zindagi me sacche dil se nibhao,
Kyunki ye zindagi wapas kise milte hai.
Inspirational Shayari in Hindi
1.) Sangharsh ke maargh par jo veer chatla hai,
Wo hi is sansar ko badalta hai,
Jisne andhkaar musibat aur khud se jang jeeti,
Surya banker wahi nikalta hai.
2.) Tumhare ghar me darwaza hai,
Lekin tumhe khatre ka andaza nahi,
Hume khatre ka andaza hai,
Lekin humare ghar me darwaza nahi.
3.) Kyun ghabrata hai pagle dukh hone se,
Jeevan to prarambh hi hua hai rone se.
4.) Paise ko dimag me nahi jeb me rakhna chahiye,
Rishton ko khule me nahi dilon mai rakhna chahiye.
5.) Zinda rehna hai to haalaaat se darna kaisa,
Jang lazim ho to lashkar nahi dekhe jaate.
6.) Ek suraj tha ke tarro ke gharane se uthha,
Aankh hairan hai kya shakhs zamane se uthha.
7.) Hajaar barq gire lakh aandhiyan uthhe,
Wo phool khil ke rahenge jo khilne wale hain.
8.) Waqt ki gardishon ka gam na karo,
Hausle mushkilon me palte gain.
9.) Had e shahar se nikali to gaon gaon chali,
Kuchh yaadein mere sang paaon paaon chali,
Safar jo dhoop ka kiya to tajurba hua,
Wo zindagi hi kya jo chhao chhao chali.
10.) Mushkile jarror hain magar thehra nahi hoon main,
Manzil se jara keh do abhi pahucha nahi hoon mai,
Kadmon ko baandh na payegi musibat ki zanjeere,
Raston se jara keh do abhi bhatka nahi hoon mai.
11.) Barh ke tufaan ko aagosh me le le apne,
Doobne wale tere haath se saahil to gaya,
Yeh kah ke dil ne mere hausle badhaye hain,
Gamon kid hoop kea age khush ke saye hain.
12.) Manzil mile na mile ye to mukaddar ki baat hai,
Hum koshish bhi na karein ye to galat baat hai.
13.) Inhi zarron se kal honge naye kuchh kaarwan paida,
Jo zarre aaj udte hain gubaar e karwaan hokar.
14.) Har meel ke patthar pelikh do ye ibaarat,
Manzil nahi milti nakaam iraadon se.
15.) Sangharsh me aadmi akela hota hai,
Safalta me duniya uske saath hoti hai,
Jab jab jag kisi par hasna hai,
Tab tab usi ne itihaas racha hai.
16.) Jo muskura raha hai use dard ne pala hoga,
Jo chal raha hai uske paao me chhala hoga,
Bina sangharsh ke insaan chamak nahi sakta,
Jo jalega usi diye mein to ujala hoga.
17.) Safar mein mushkile aaye to jurrat aur barhti hai,
Koi jab rasta roke to himmat aur barhti hai.
18.) Raah sangharsh ki jo chalta hai,
Wo hi sansar ko badlta hai,
Jisne raaton se jang jeeti hai,
Surya ban kar wo hi nikalta hai.
19.) Ye zindagi haseen hai iss se pyar karo,
Abhi hai raat to subah ke intezar karo,
Wo pal bhi ayega jiski khwahish hai aapko,
Rab par rakho bharosa waqt par aitbar karo.
20.) Aaj tere liye waqt ka ishaara hai,
Dekhta yeh jahaan raaston ki talash hai,
Phir bhi tujhe raaston ki talash hai,
Aaj phir tujhe manzilo ne pukara hai.
MOTIVATIONAL SHAYARI IN ENGLISH
1.) Mat baith aashiyan mein paron ko samet kar,
Kar hausala khuli fhijaon mein udaan ka.
2.) Jisme ubaal ho aisa khoon chahiye,
Jeet ke khatir aisa junoon chahiye,
Ye aasmaan bhi aaega zameen par,
Bas iradon mein aisi goonj chahiye.
3.) Sabke labo par ek din tera hi naam hoga,
Har kadam pe tere, duniya ka salam hoga,
Har musibat ka samna karna tu dat kar,
Dekhna samay ek din tera nji gulaam hoga.
4.) In nigahon mein manzile hain,
Samane kathin raste hain bahut,
Lekin main har mushkil se ulajh gaya,
Aur main sabse aage nikal gaya.
5.) Saahil ke sukoon se inkaar hai lekin,
Toofan se ladne mein maza aur hi kuchh hai.
6.) Tu rakh yakeen bas apne iraadon par,
Teri haar tere hauslo se toh badi nahi hogi,
Jang mein kagzi afraat se kya hota hai,
Himmatein larti hain, tadaad se kya hota hai.
7.) Uthho toh aise uthho ke fakr ho bulandi ko,
Jhuko toh aise jhuko bandgi bhi naaz kare.
8.) Aaye ho nibhaane ko jab kirdaar zamin par,
Kuchh aisa kar chalo ke zamana misaal se.
9.) Hausla deti rahi mujhko meri baisakhiyan,
Sar unhin ke dam pe saari manzilein hoti rahi.
10.) Zindagi jab zakhm par de zakhm to hanskar humein,
Aajmaish ki hadon ko aajmana chahiye.
Video On Motivational Shayari In Hindi
FINAL WORDS-
Above we have mentioned MOTIVATIONAL SHAYARI, MOTIVATIONAL SHAYARI IN HINDI, MOTIVATIONAL SHAYARI IN ENGLISH. That will definitely help you to keep yourself motivated all the time. Also, let us know about your other interests. Hope this will help you in all the possible way. Do like and comment.
For More Motivational Shayari: Click Here