Best 30+ Desh Bhakti Shayari In Hindi For Independence Day | देशभक्ति शायरी Jazba

Top 30+ Desh Bhakti Shayari In Hindi on the Eve of Independence Day

 

Hello, everyone so today we are going to share some Best Desh Bhakti Shayari In Hindi. We all know love is of different types it is between brother and sister,  mother and her child, btw friends, husband-wife and many more but there is some unique kind of love that we consider love for the motherland. Despite all other feelings, this is the best feeling someone can ever feel.

We all get goosebumps whenever we hear our national anthem. It is a proud feeling for all of us. Our great soldiers who sacrificed their lives only for their motherland, they didn’t care about them and the only thing they knew is to do something for their country. We always want to express our love for our country but don’t get the right words.

So here we are If you are looking for some right words ‘Desh Bhakti Shayari’,  ‘Desh bhakti Shayari in Hindi’? then don’t worry we are here to do justice towards your feeling.

 

Here are Best Desh Bhakti Shayari In Hindi on The Eve Of Independence day 

 

 

1.) Saare jahaan se accha

    Hindostan hamaara;

    Hum bulbulain hai is ki,

    Yeh Gulsitan Hamaara

 

2.) Ghurbat mein hon agar hum,

rehta hai Dil Watan mein;

samjo wahin  Humein bhi,

Dil hai jahaan hamaara

 

3.) Parbat wo sab se uncha,

Humsaaya asmaan ka;

wo Santari hamaara,

wo Paasban Hamaara

 

4.)  Godi mein khelti hai

is ki hazaaron Nadiyaan;

Gulshan hai jin ke dam se,

Rashk-e-janaan hamaara

 

5.) Aye ab, raud, ganga,

wo din hain yaad tujko;

utra tere Kinaare,

jab karvaan hamaara

 

6.) Kucch baat hai keh Hasti

mit-ti nahin hamaari;

Sadiyon raha hai Dushman,

Daur-e-Zamaan Hamaara

 

7.) Yunaan-o-misr-o-roma,

sab mil gaye jahaan se;

ab tak magar hai baaqi,

Naam-o-nishaan hamaara

 

8.) Mazhab nahin sikhaata

aapas mein baer rakhna;

Hindvi hai hum,

Watan hai Hindostan Hamaara

 

9.) 15th August, 1947

Jo Shaheed huein Hain

Unki Zara Yaad karo

Qurbaani”

 

10.) Jo dushmano ko mita de usee Jawaan kehte hai

Yeh veeron ka Desh hai Jise Hindostan Kehte hain”

11.) Har shehar hasin hai, har mausam suhana hai,

Tabhi toh Bharat ko hum apni Jaan Kehte Hain”

 

 

Top 10 Best Desh Bhakti Shayari

 

12.) Pohanch gya wahan tak jahan koi na ja saka,

Aise adhbhut Vimaan ko hum CHANDRAYAAN kehte Hai”

 

13.) Jo hai abhi tak Dharti ka sabse bada kanunn,

Usee to log Bharat ka SAMVIDHAAN kehte hai”

 

14.) Pahadoon mein sabse unncha, jo hai es jahaan mei,

us himalaya ko hum apni shaan kehte hai”

 

15.) kehne ko bahut kisse hai likhne ko bahut batein,

Ye watan Humaara hai jisse Bharat Mahaan kehte hain”

 

16.) Humara bharat ka Rashtriyagaan banga se hai,

Humare watan ki shaan Ganga se hai,

Jo veer mar mite Desh ki mitti Par,

Un shaheedoon ka Abhimaan Tiranga Se Hai”

( JAI HINDI)

17.) ”Kurbaan

meri Jaan tujpe

Shaad rahe  tu

Ae watan watan Mere

Abad Rahe tu”

 

18.) Kaagaz par ekta, Aakhandita, बन्धुत्व bhav likha hai,

fir kyu jati dharam ke aadhaar par insaan likha hai,

kehne ko Gantantra Hindostan likha hai,

loktantr hamara abhimaan likha hai

sammaan hokar bhi sammaan nahi log jahan,

fir kyu aisa samvidhaan likha hai”

 

19.) Har Mazhab se seekha humne

phle aap ka naara

Mat baanto isse… ek hi rehne do

Hindostaan humara”

 

Best Watan Par Shayari

 

20.)  Jo soo chukein Hain

Unko Jagana hai

Desh bhakti ko apni

Saanso mein bassana ha

Apne Tirange ko

Puri Jahaan mein Fairana hai”

 

21.) Pather fenk ke kehte ho

Kyu Tuj mein nahin hai ladne ka dum

chal chal beta hawa ane de

Bachhon se nahi ladte hain hum”

 

22.)  Sarhad par mar gaya tha jo wo

Us par bhi koi marta tha…

Mar gai us chehre ki chamak bhi

Jo uske ane par samvrta tha”

 

23.)  Ek kaali murjai baithi hai apne

bhai ke intezaar mein..

sarhad gaya tha jo saalon phle

rakhi ke itwaar mein”

 

24.) Shaheed qaair ne mara tha…..

 

25.) Rivayat si ban gai hai,

Desh bhakti to janab,

bas log tareekh par

farz ada krtein hai”

(Desh Bhakti Shayari In Hindi)

 

26.)  Ek shehaar wala chaurrahe  pe shahadat

ki baat kar raha tha..

jiske mitti ka rang nahin dekha wo mitti me

milne ki baat kr raha tha”

 

27.)  Har roz jiski waja se apne ki yaad

karna mukammal ho paya hai,

Aj unko yaad karne ka din aya hai

Shahidoon Nu Naman”

 

28.)  Kaise bhula sakte hai…

Hm apne viron ke kurbani ko.

Jo hamari Khushi ke liye,

Apni khushi mita gye..

hm zinda rahe… isiliye

Apni zindigi luta gye ”

(Desh Bhakti Shayari In Hindi)

29.)  Rakt varan in aankho me le ao,

khoon ke aansoo isne bhi rulao,

agin me julse jaise bhai humare,

Inse bhi zindha ab Julsao”

 

30.)  Aazadi ki kabhi shaam nahi hone deinge

shahidoon ki kurbani badnaam nhi hone deinge

Bchi ho jo ek boondh bhi lahu ki

Tab tak Bharat mata ka aanchal nilaam nahi hone deinge”

 

31.)  Mujme ….

Kush tirange ki aan ka nasha hai,

kush maatrbhoomi ki shaan ka nasha hai,

aur gaurav hai is baat ka

Mai HINDOSTAN ka hoon Mujme Hindostan Basa Hai”

 

32.) Fauji bhi kamaal ke hotein hai

Apne chote se baatuye(wallet) mein

Puri parivaar chupa ke rakhte hai

Aur dil me pura Hindostan”

(Desh Bhakti Shayari In Hindi)

 

33.)  Kon kehta hai

Pehli nazar mein ishq nahi hota

Watan se kiya tha

Aaj tak wafa Nibha raha hoon”

 

34.)  Ajeeb sa ishq hai unka

Jaan hume kehte hai, aur jaan

watan par lootatein hain”

35.) ARMY

A- Aaram Nahi

R- Raat ko neend nahi

M- Muat ka pata nahi

Y- Yahi hai Bharatiya sena

 

36.)  Samandaar hai bade bade, khare pani me utaar doonga,

sudar jao pakistan walo nahi to shayri me sudaar dunga.

( Desh Bhakti Shayari In Hindi )

 

37.) मैं भारत बर्ष का हमेशा अमित सम्मान करता हूँ,
यहाँ की चांदनी मिट्टी का ही गुणगान करता हूँ,
मुझे चिंता नहीं है स्वर्ग जाकर मोक्ष पाने की,
तिरंगा हो कफ़न मेरा, बस यही अरमान रखता हूँ..!

Video-based Desh Bhakti Shayari In Hindi

 

CONCLUSION-

Above we have mentioned Desh Bhakti Shayari, Desh bhakti Shayari in Hindi. Hope this will definitely help you to express whatever you feel, Get more Desh bhakti Shayari. Also, let us know about the things you want to know about. Do like and comment.

Americbuzz

This blog has been founded by Mr. Saksham who loves Technology, Gaming, quotes and loves to share his knowledge. Here you will get to know about technology, Daily updates of tech, Tech gadgets, real quotes and many more about Realistic things.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.